Famous Dialogues from Movie – Do Badan (1966)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Do Badan released in year 1966

Pyar ki seema sirf issi duniya tak nahi … pyar toh bhavnaon ka ek aaisa phool hai … joh ek janam se doosre janam aur phir janam janam tak mahekta rehta hai

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Romance, Flowers & Trees
——-

Aadmi kitna hi bura kyun na ho … woh kabhi na kabhi zaroor pachtata hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kahin sher aur nagma bankar, kahin aasoonyon mein dhalkar … woh mile mujhe toh e-dil, kahin sooratein badalkar

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Joh paa lene ko pyar kehta hai … usse hazaron lakhon janam lene padenge pyar ka matlab samajhne ke liye

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Drama, Romance
——-

Sach joh kisi ki jaan lele … usse kahin achcha hai woh jhoot joh kisi ko maut ke mooh se bacha le

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Truth & Honesty, Death
——-

Dil ke paas rehne waala jab door chala jaata hai … tabhi pata chalta hai hum usse kitna pyar karte hai

by Manmohan Krishna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Insaan par duniya pehre laga sakti hai … magar pyar par nahi

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Ameeri aur gareebi ke darmiyan yeh joh fasla hai na … yeh sadiyon se badta hi ja raha hai … isse koi kam na kar saka

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Naukri milne ke baad kaam rahe na rahe … lekin naukri dhoondna bahut bada kaam hai

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Comedy
——-

Humko toh gardish-e-haalat pe rona aaya … rone waale tujhe kis baat pe rona aaya?

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Sadness

In case there are some dialogues missed from the movie Do Badan (genre: ) from 1966, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *