Collection of some famous & popular dialogues from movie Diya Aur Toofan released in year 1995
Tum nahi ho toh khum aur sagar-o-meena kya hai … rasam-e-maikhana nibha lete hai peena kya hai … hum barasti hui boondon mein jale hai barso … humse pooche koi savan ka mahina kya hai
by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Weather
——-
Main unse aaisa bayanak badla loonga … ki doosri bar janam lete hue unki maa ki kook tadhtada jayegi … unki zindagi ka ek ek din barbaadi ka din bana doonga
by Madhoo
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Life
——-
Hisaab kitaab ke tarazu ke dono palhalde agar barabar nahi hue na … toh main apna ek account kholta hoon … aur uska naam hai dhulai account
by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action, Business
——-
Kabhi kabhi joh aankhon se dekha jaata hai woh sach nahi hota … aur joh kaano se suna jaata hai woh bhi sach nahi hota … sach woh hota hai joh tehkikaat aur jaanch partal karke jaana jaata hai
by Asrani
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty
——-
Lalach ke samundar mein dubki lagakar, baimaani ke pani se nahane waale kutte … pehchan, pehchan main kaun hoon?
by Madhoo
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-
Jaise samundar ki lehron ko koi pakad nahi sakta … us hi tarah zabaan par aaye geet ko koi jakad nahi sakta
by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Music
——-
Is maahol ko mann mein dubaiye … andar se lehar uthaiye … aur hoothon se geet gungunaiye
by Madhoo
categorised in World & Universe
and also in Music
——-
Tum jaise logon ne is desh ki sampatti ka sarvanash kiya hai … is desh ki khushali ko barbaad kiya hai … tum is desh ke gaddar ho
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Money, Happiness
——-
Jab dil se dil ka milan hota hai … toh zubaan nahi dil bolte hai, dhadkane bolti hai, ehsaas bolte hai
by Madhoo
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-
Tan-e-tanha zindagi se bezaar, ek ladki se kiya pyar … usse mila na iqraar, na bani woh dildar … bas yeh cigarette hai wafaadar, woh bhi hai baldaar
by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy, Poem
In case there are some dialogues missed from the movie Diya Aur Toofan (genre: Sci-Fi, Sci-Fi, Crime, Thriller) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.
Leave a Reply