Famous Dialogues from Movie – Divya Shakti (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Divya Shakti released in year 1993

Yeh ek aam aadmi ka khoon hai … yeh jab behta hai, toh achche achchon ki kundli palat deta hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tera aakhri faisla meri adalat mein hone waala hai … jahan ka vakil bhi main hoon, gawah bhi, judge bhi … aur tujhe phasi dene waala jallad bhi

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Rowdyism, Death
——-

Agar yeh haath gunahon ke khaatme ke liye uthe … toh inki pakad mein sabse pehli gardan teri hogi

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Crime, Drama
——-

Yeh khoon gaur se dekh … yeh khoon nahi tezaab hai tezaab … zameen pe gira iska ek ek katra, ek jwalamukhi ko janam deta hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab hum kisi ko retire karte hai toh woh seedha upar chala jaata hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Tu ek aaisa shaitaan hai jisse upar waale ne galati se insaan ki shakal mein neeche bhej diya ho

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Aaj kal sunne mein aa raha hai … ke vilayat se yeh maal aa raha hai, vilayat ko woh maal ja raha hai … arre kisi ko hosh hai ki Bharat varsh kahan ja raha hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Main itni oonchai par khada hoon … ki mujhe dekhne ke liye gardan itni oonchi uthani padti hai … ki reed ki haddi toot jaati hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama, Rowdyism
——-

Khel mein apni chaal ke saath saath dushman ki chaal pe bhi nazar rakhni chahiye

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Enemy

In case there are some dialogues missed from the movie Divya Shakti (genre: Action) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *