Famous Dialogues from Movie – Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dilwale Dulhania Le Jayenge released in year 1995

Bade bade deshon mein aaisi choti choti baatein … hoti rehti hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Comedy
——-

Tumhari jaisi ladki ke saath, mere jaise ladke ka hona … bahut zaroori hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Agar yeh tujhe pyar karti hai toh yeh palat ke dekhegi … palat … palat!

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Agar tum galat raaste par chaloge … toh ho sakta hai shuruvat mein tumhe bahut kamyabi mile, bahut khushiya mile … magar anth mein tumhari haar hogi … aur agar sahi raaste par chaloge … toh bhale hi shuruvat mein tumhe kadam kadam par thokarein mile, musibaton ka samna karna pade, pareshani ho … magar anth mein hamesha jeet hogi

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Victory & Success, Defeat & Failure
——-

Ja Simran … ja jeele apni zindagi … ja beta ja

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Main ek Hindustani hoon … aur main jaanta hoon ki ek Hindustani ladki ki izzat kya hoti hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Women
——-

Toh kya hua agar maine jhoot sirf tumhe paane ke liye kaha tha … toh kya hua agar tumhare chehre ke sivah mujhe koi aur chehra dikhai nahi deta … toh kya hua agar tumhare naam ke sivah mujhe koi aur naam yaad nahi rehta … toh kya hua agar yeh awara tumhe deewano ki tarah pyar karta hai … toh kya hua … pyar sab kuch toh nahi hota na

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Sapne dekho, zaroor dekho … bus unke poore hone ki shart mat rakho

by Farida Jalal
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Drama
——-

Ek pal mein beta bana liya … aur doosre hi pal mein paraya kar diya

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mohabbat ka naam aaj bhi mohabbat hai … yeh na kabhi badli hai aur na kabhi badlegi

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Koi bhi ullu ka patha sirf ek angoothi pehanakar tumko mujhse nahi cheen sakta … tum meri ho, sirf meri

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Fail hona aur padhai na karna … hamare khandaan ki parampara hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Education, Family, Comedy
——-

Zarooraton ne par kaat diye hai … roti paon ki zanjeer ban gayi hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama, Food & Drinks
——-

Insaan ki umar utni hi hoti hai jitni woh feel karta hai

categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Jab ladki jawan ho jaati hai na … toh maa uski maa nahi rehti … sehali ban jaati hai

by Farida Jalal
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Parents
——-

Dimaag mein kitaaben bharne se jeben thodhi bharti hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Education, Money
——-

Joh shaadi waale ghar mein seva karta hai … usko bahut sundar dulhan milti hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, House

In case there are some dialogues missed from the movie Dilwale Dulhania Le Jayenge (genre: Romance) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *