Famous Dialogues from Movie – Dil Vil Pyar Vyar (2002)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dil Vil Pyar Vyar released in year 2002

Daam lagane se keemat chukane ke beech … sirf saudebaazi ka faasla hota hai

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Business, Money
——-

Jab zindagi ka hi nasha zyada hota hai … toh sober hone ke liye aur daaru peena padta hai

by Tiku Talsania
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Life, Comedy
——-

Joh cheez bikau na ho aap sirf uska daam laga sakte hai … uski keemat nahi chuka sakte

by Jimmy Shergill
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Yeh joh kambakht mohabbat hai na, kabhi kabhi bahut najayaz sharton pe hoti hai

by Jimmy Shergill
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Pyar do logon ko ek karta hai … alag nahi

by Madhavan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jawaani shuru hone se pehle hi armaan khatam ho jaye … yeh achchi parwarish ki nahi, mehengi parwarish ki nishani hai

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yeh sirf phool nahi hai … is gulab mein khushboo se zyada tumhara pyar basa hai

by Namrata Shirodkar
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Romance
——-

Kuch kho dene ka darr aur kuch paane ki tamanna … dono ko ek saath itni gehrai se kabhi mehsoos nahi kiya

by Sanjay Suri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Agar sawaal mere gaane ka nahi tumhare naam ka hai, toh tum dushman ho … agar kadar mere phan ki nahi tumhare vaade ki hai, toh tum dushman ho … agar mera muqaddar tumhare reham ka mohtaj hai, toh tum dushman ho … mujhe tumhare kandhe par pair rakh kar apna kadh badane ka koi shaunk nahi

by Madhavan
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama, Luck & Destiny
——-

Zimmedari ko samajhna hi kaafi nahi hota … zimmedari ko uthana bhi padta hai

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Aksar anjaano ke samne dil ka gubaar nikaal dena zyada aasaan hota hai

by Sanjay Suri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jeene ki chah se badkar na koi dawa hai na dua

by Anant Mahadevan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Badi cheezon ki keemat kabhi choti nahi hua karti

by Madhavan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Utho, muqabla karo aur jeeto … jeetne ke liye tumhe na kisi ijazat ki zaroorat hai, na kisi sifarish ki

by Asrani
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Inspiration
——-

Sapne poore karna chahte ho toh jaagna seekho

by Asrani
categorised in World & Universe
and also in Dreams
——-

Dard ko baantne ke liye usse gehrai se mehsoos karna bahut zaroori hai

by Sanjay Suri
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Drama
——-

Zindagi se jab pyar nikal jaye toh … zindagi apahij ho hi jaati hai

categorised in World & Universe
and also in Life, Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Dil Vil Pyar Vyar (genre: Romance, Drama) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *