Famous Dialogues from Movie – Dil Tera Aashiq (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dil Tera Aashiq released in year 1993

Pyar ek aaisa rishta hai, ek anmol heera hai … jise sirf pyar khareed sakta hai … duniya ki koi daulat khareed nahi sakti

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Money
——-

Jab koi dushman dushmani ka chola pehenkar samne aata hai toh pehchana jaata hai … lekin jab koi dushman apno ka chola pehenkar samne aata hai toh badhe badhe dokha khakar reh jaate hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Clothes & Shoes
——-

Ab yeh dard saha nahi jaye aur bin kahe bhi raha nahi jaye … meri samajh mein kuch kuch aaye, machi hai kyun hai-hai … pyare yahi toh ishq kehlaye

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Kabhi veerane the, abhi gul-o-gulzaar nazar aate hai … badle badle dar-o-deewar nazar aate hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, House, Flowers & Trees

In case there are some dialogues missed from the movie Dil Tera Aashiq (genre: Romance, Comedy) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *