Famous Dialogues from Movie – Dil Deke Dekho (1959)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dil Deke Dekho released in year 1959

Marzi ho toh sooli par chadana ya rab … sau baar jahannam mein jalana ya rab … lekin mashooq kahen aap hamare hai buzurg … na cheez ko yeh din na dikhana ya rab

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Religion & God
——-

Jis insaan ko maa ki mamta naseeb nahi hui … us jaisa koi badnaseeb nahi

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, Parents
——-

Yahi hai zindagi apni, yahi hai bandagi apni … ki unka naam aaya aur gardan jhuk gayi apni … na bhut khane ko jaate hai, na kaabe mein bhatakte hai … jahan tum paon rakhte ho, vahan hum sar patakte hai … hum ishq ke maaron ka itna hi fasana hai … rone ko nahi koi, hasne ko zamana hai

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Poem, Romance, Religion & God
——-

Achcha dost aur achchi patni … kismat waalon ko hi milti hai

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Husband & Wife, Luck & Destiny
——-

Tum aa rahi ho zamane ki aankh se bachkar … nazar jhukaye hue aur badan churaye hue … khud apne kadamon ki aahat se jhebti, darti … khud apne saaye ki jumbish se khauf khaye hue

by Rajendra Nath
categorised in World & Universe
and also in Poem, Romance
——-

Achcha dost aur achcha pati … kismat waalon ko hi milta hai

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Husband & Wife, Luck & Destiny

In case there are some dialogues missed from the movie Dil Deke Dekho (genre: Romance, Musical) from 1959, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *