Famous Dialogues from Movie – Dil Aashna Hai (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dil Aashna Hai released in year 1992

Har tawaif dalle se zyada pyar ke shabd se nafrat karti hai

by Divya Bharti
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bachchon ke liye kitaabein likhna bahut asaan hai … magar unke liye loriyan gaana bahut mushkil hai

by Amrita Singh
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sar par chhat ho na ho … paon ke neeche ek zameen ka tudka toh chahiye

by Divya Bharti
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Haar tab hoti hai jab haar maan li jaye

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Defeat & Failure, Inspiration
——-

Pyar bheek se nahi milta

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aisa hamesha zaroori nahi hai ki jis raaste par maa baap chale … ussi raaste par aulad bhi chale

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Khilono aur tohfo ki bachchon ko itni bhook nahi hoti jitni maa baap ke pyar ki

by Sonu Walia
categorised in World & Universe
and also in Parents, Inspiration, Drama
——-

Jalan ka bhi mohabbat mein ek khaas maqam hai

by Sonu Walia
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Ladki aisi honi chahiye … thodi si namkeen, thodi si khatti, thodi si meethi … rang aisa ki chandni ki ujaale mein jaise thoda sa shaam ka andhera shamil ho

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Women, Romance
——-

Dalle aur pille ke saath ek jaisa suluk karna chahiye … agar baat se na maane, toh laat maarni chahiye

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Sharton par pyar nahi hota

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Khata ek pal ki hoti hai … lekin uski sazaa saalon saal tak bhugatni padti hai

by Sushma Seth
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jhoot ka bhi rajneeti mein ek khaas maqam hai

by Sonu Walia
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Politics
——-

Jaane kya badalon ke darmiyan saazish hui … uska ghar mitti ka tha, uske hi ghar baarish hui

by Sonu Walia
categorised in World & Universe
and also in Shayari, House, Weather
——-

Ishq ke saamne zamane waale haarte aaye hai

by Kabir Bedi
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jitna bada aadmi, utna hi lamba intezaar

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sharifon ka libaaz pehenne se … awargi sharafat nahi ban jaati

categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Drama
——-

Unke dekhne se joh aa jaati hai chehre pe raunak … woh samajhte hai bimaar ka haal achcha hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Jawani bhi aisi hi car hai jis mein brake nahi hota

by Sushma Seth
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Comedy
——-

Halaat ki majboori se agar insaan keechad mein gir jaaye … toh uska khoon ganda nahi ho jaata

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Chor jab maal pakadta hai, toh usse tijori thodi yaad rehti hai?

by Mohan Agashe
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Comedy
——-

Duniya mein tu aayi hai ashk peene ke liye … muskurana hi padega tujhe jeene ke liye

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Sadness, Drama
——-

Race mein daudte waqt khiladi ke paon jitni tezzi se uthte aur girte hai … utni hi tezzi se naachte waqt kisi tawaif ke paon uthte aur girte hai … speed barabar hoti hai, par khiladi apni race jeet leta hai … aur tawaif naachte naachte ek hi jagah par apna dum todh deti hai

by Kabir Bedi
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Victory & Success, Drama
——-

Yaadon ka insaan ki zindagi mein ek khaas maqam hai

by Sonu Walia
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Yeh zindagi, milna bichadna … sab lakeeron ka khel hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Life, Luck & Destiny

In case there are some dialogues missed from the movie Dil Aashna Hai (genre: Romance) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *