Famous Dialogues from Movie – Dhoop Chhaon (1977)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dhoop Chhaon released in year 1977

Madira ki dukaan mein gangajal ko bhi log sharab hi samajh lete hai

by Hema Malini
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks
——-

Jin rahon mein tum mere saath nahi chalogi … vishvas karo un rahon mein bhatak-bhatakar main apni jaan de doonga

by Sanjeev Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-

Joh doosron ki duniya andheri karte hai … unki apni duniya mein bhi kabhi roshni nahi aati

categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Jab ek musalman apni haan par utar aata hai … toh bade se bade shaitan ka muqabla kar leta hai

categorised in World & Universe
and also in Religion & God
——-

Musafir jab manzil se bhatak jaata hai … toh waqt ki tapadein usse aur bhi gumrah kar deti hai

by Om Shivpuri
categorised in World & Universe
and also in Time, Drama
——-

Nazaron se girne ke baad mandir ka devta bhi … sirf ek patthar reh jaata hai

by Yogeeta Bali
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Do baimaan apas mein bade imaandar hote hai

by Satyendra Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Truth & Honesty
——-

Nazuk rishtey tootne ke baad … kabhi nahi judhte

by Hema Malini
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Dhoop Chhaon (genre: ) from 1977, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *