Famous Dialogues from Movie – Dharmatma (1975)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dharmatma released in year 1975

Joh log talwar ke zor par zinda rehte hai … ek din unki gardan uss hi talwar se katti hai

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Zindagi mein sirf khushiya baanti jaati hai … gham ka bhoj har insaan ko akele hi dhona padta hai

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Happiness, Sadness
——-

Chori chahe ek paise ki ho yah lakh rupaiye ki … chori, chori hai

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Crime, Money
——-

Bhaagne ka naam jawani … aur tham gayi toh thehra pani

by Hema Malini
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Is trigger ke har tick ke saath tere chehre pe maut ka naksha ubrega … lekin maut is revolver ke kis ghar mein hai … yeh sirf maut ka farishta jaanta hai

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Maut hi ek aaisi sachchai hai joh atal hai … jisse koi bhaag nahi sakta

by Prem Nath
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Inteqaam ek aaisi sharaab hai … yeh jitni purani hogi iska nasha utna hi tezz hoga

by Feroz Khan
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Drama
——-

Main roz kanoon banata hoon aur roz todhta hoon

by Prem Nath
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Kanoon, kanoon, kanoon … kaunsa kanoon … main apne liye khud kanoon hoon

by Prem Nath
categorised in World & Universe
and also in Law & Order

In case there are some dialogues missed from the movie Dharmatma (genre: ) from 1975, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *