Famous Dialogues from Movie – Dhaal (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dhaal released in year 1997

Angrezi cheezein bahut mazboot hoti hai … magar jab Hindustani haathon mein aa jaati hai na toh chaknachur ho jaati hai

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Khaki vardi agar kanoon ka danda hai toh kala coat kanoon ka haath hai … aur hamesha danda haath ke giraft mein hota hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Police
——-

Yeh halat hui hai iski, pee peekay rum aur whiskey … liver bhi ho gaya risky … yeh uski hai na iski, badhon badhon ki jaan hai khiski … oo peene waale sun, teri jaan ki dushman whiskey … agar tu saath na iska chhodega, yamraj se naata jodega … apna bhala bura pehchan, beta hum badhon ki baat ko maan … yeh whiskey bahut hai risky, yeh whiskey bahut hai risky … badhon badhon ki jaan hai khiski

categorised in World & Universe
and also in Poem, Food & Drinks, Life
——-

Aaj ki duniya mein imaandari woh khotta sikka hai joh bazar mein kahin nahi chalta

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty
——-

Tum police khareed sakte ho kuch hadh tak … malum hai yahan neta bikau hai, hukumat ki machiney bikau hai kuch hadh tak … tum kanoon aur insaaf tak ko khareed sakte ho kuch hadh tak … lekin yaad rakhna woh hadh mujhpar aakar khatam ho jaati hai … tum sab kuch khareed sakte ho lekin ek sache imaandar police officer ki imaandari nahi khareed sakte

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Police, Government
——-

Jis tarah mithaas gudh ka swabhav hai aur kadvahat neem ka … ussi tarah insaan ki khuddari uske badapan ka swabhav hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Flowers & Trees
——-

Chandni raat hai, taaron sa bikhar jaane de … apni aaghosh mein lele, mujhe mar jaane de

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Aage hai zamana par bhook peeche peeche … sari duniya ki baatein do roti ke neeche … arre chamde ki jhopadiya mein aag lagi hai bhaiya … barkha na bhujaye, bas bhujaye rupaiya … aur phir bhi bhare na pet … toh yaad aati hai yaaron Pari rice plate

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Poem, Money
——-

Tumne apne paon se utni dhool nahi udhayi hogi … jitni daulat hum apne haathon se udha chuke hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Money

In case there are some dialogues missed from the movie Dhaal (genre: Action) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *