Famous Dialogues from Movie – Deshdrohi (2008)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Deshdrohi released in year 2008

Yeh na hota toh koi doosra gham hona tha … main toh woh hoon jise har haal mein bas rona tha

by Kamaal Rashid Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Sadness
——-

Zindagi kabhi kabhi aaise modh par aa jaati hai … jahan se koi U-turn nahi hota

by Kamaal Rashid Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Jitni nafrat hamare liye tumhare dil mein hai … usse zyada pyar tumhare liye hamare seene mein hai

by Kamaal Rashid Khan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Hindustan mein ek-atees rajya hai, solah-sau-athara bhasha, che-hazar-char-sau jaatiyan aur che dharm hone ke bawajood … Hindustan ek hai

by Kamaal Rashid Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Religion & God
——-

Aulad pehda hote hi mar jaye toh ek dukh … jawan hoke mare toh dugna dukh … aur agar aulad tere jaisi nalayak pehda ho jaye … toh zindagi bhar ka dukh

by Ranjeet
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Life
——-

Har roz lakhon hazaron phool khilte hai … magar koi bhi phool apni marzi se kisi ke arthi par chadne ke liye nahi khilta

by Kamaal Rashid Khan
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees
——-

Jis ghar ka jawaan beta aadhi raat tak bahar rahe … us ghar ke bade buzurgon ki aankhen bhi bahar hi rehti hai

by Avtar Gill
categorised in World & Universe
and also in House, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Deshdrohi (genre: Society) from 2008, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *