Famous Dialogues from Movie – Desh Premee (1982)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Desh Premee released in year 1982

Taqdeer kabhi kabhi insaan ko apne hi desh mein pardesi bana deti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Firangi sarkar ke pass koi aisi goli nahin joh ek desh premee ke seene ko paar kar sake

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Government
——-

Tumhare raj mein toh zulm ke khilaaf awaaz uthana bhi jurm hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Crime, Drama
——-

Sharafat ki chaddar oodne ke liye shareer nahin … ek sharif atma chahiye

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Baap ki arthi bete ke kandhe pe jaya karti hai … bete ki arthi baap ke kandhe pe nahin

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Parents
——-

Wahin ruk jao … nahi toh bandook ki is kalam se tum logon ke seeno par maut ka naam likh doonga

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Joh log paisa kamakar apna imaan gavah dete hai … woh daulat hote hue bhi fakiron se battar hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Money, Drama
——-

Khoon bahane se nafrat badti hai … faisla nahi hota

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Inspiration
——-

Jis tarah har jurm ka ek daag hota hai … us hi tarah begunahi ka ek saboot bhi hota hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Crime, Drama
——-

Desh premee mara nahi karte … amar ho jate hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Inspiration
——-

Tumhari maa toh kohd se mar gayi bete … magar is Bharat maa ko kohd mat hone dena

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Parents
——-

Baap ka joota agar bachche ke paon mein aa jaye … toh phir woh bachcha nahi reh jata

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Parents, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Desh Premee (genre: Action, Drama) from 1982, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *