Famous Dialogues from Movie – Deewaar (1975)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Deewaar released in year 1975

Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Mere paas maa hai

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Aaj khush to bahut hoge tum?

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Happiness
——-

Koi is liye pee raha hai ki din bhar kaam kiya, thak gaye … koi is liye pee raha hai ki aaj din bhar kuch nahi kiya, bore ho gaye … koi is liye pee raha hai ki aaj doston ke saath hai … aur koi is liye pee raha hai ki aaj dost saath nahi

by Parveen Babi
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Friendship
——-

Jab tak ek bhai bol raha hai, ek bhai sun raha hai … jab ek mujrim bolega, ek police officer sunega

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Family, Thief & Criminal, Police
——-

Main jab bhi kisise dushmani mod leta hoon … saste mehenge ki parvah nahi karta

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Isse apni jeb mein rakh le Peter … ab yeh taala main teri jeb se chabi nikaalkar hi kholoonga

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Sapne bhi samundar ki leharon ki tarah … haqeeqat ki chattanon se takraate hi toot jaate hain

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Dreams
——-

Zyada paisa aaye toh neend nahi aati … neend aaye toh zyada paisa nahi aata

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Money, Comedy
——-

Jao pehle us aadmi ka sign lekar aao jisne mere haath pe yeh likh diya tha … uske baad mere bhai tum jis kagaz pe kahoge main uspe sign kar doonga

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tu abhi itna amir nahi hua beta … ki apni maa ko khareed sake

by Nirupa Roy
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Car se aane waale aksar derr se aate hai

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Drama
——-

Suna hai lift ki deewaaron ke kaan nahin hote

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aaj mere paas buildingey hai, property hai, bank balance hai, bungla hai, gaadi hai … kya hai, kya hai tumhare pass?

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in House, Money, Transportation
——-

Bhai, tum sign karoge ya nahin?

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yeh duniya ek third class ka dibba ban gayi hai … jagah bahut kam hai, musafir zyada

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in World & Universe
——-

Uff tumhare ussool, tumhare adarsh … kis kaam ke hai tumhare ussool … tumhare saare ussoolon ko goond kar ek waqt ki roti nahi banayi ja sakti

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jis kaam ke liye aapne mujhe rakha hai … woh kaam kaise kiya jayega … yeh soochna bhi mera kaam hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Paisa nahi toh kuch aur sahi … har insaan ki koi na koi kamzori zaroor hoti hai

by Sapru
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Jis raaste par main chal raha hoon uska anjaam shayad bura bhi ho sakta hai … lekin jis raaste pe tum chal rahe ho uska anjaam sirf bura hi hota hai bhai

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Meri maa mujhe wapas dedo

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Parents
——-

Tumhari jaisi ladkiyan apna naam … kapdon ki tarah badalti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Women, Clothes & Shoes, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Deewaar (genre: Drama) from 1975, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *