Famous Dialogues from Movie – Daulat Ki Jung (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Daulat Ki Jung released in year 1992

Daulat insaan ki zaroorat hoti hai … lekin agar woh kamzori ban jaye, toh phir musibat ban jaati hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Pyar mohabbat ka rishta … kisi pabandi ka mohtaj nahi hota

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Lalach ki zameen par daulat ki fasal kabhi nahi ughti

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Kehte hai gusse mein ladki ki khubsoorati aur badh jaati hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Women, Romance
——-

Adhikar maange se nahi milta … usse cheenna padta hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Girne waala gehrai thodi dekhta hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Daulat ki jung mein toh sab jayaz hai

by Tiku Talsania
categorised in World & Universe
and also in Money, War & Battle, Drama
——-

Shaitaan chahe mahal mein rahe yah jhopde mein … woh shaitaan hi kehlata hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Daulat Ki Jung (genre: Action, Drama) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *