Collection of some famous & popular dialogues from movie Dard released in year 1981
Pyar toh bhagwan ka vardaan hai aur paisa insaan ka banaya hua zehar … zaada ho jaane par usse maar dalta hai
by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Money
——-
Pyar paise se nahi khareeda ja sakta … usse paane ke liye toh puja karni padti hai
by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance, Money
——-
Koi bhi insaan janam se bura nahi hota … pyar ki kami, galat saathi aur bura mahool insaan ko gumrah kar dete hai
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-
Ameer ameer hota hai, gareeb gareeb … yeh zindagi ke sikke ke do alag alag pehlu hai joh kabhi ek doosre se mil nahi sakte … zameen aur aasmaan sirf shayar ke khayalon mein milte hai
by Om Shivpuri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-
Duniya ki koi bhi sazaa khooni ko nahi badal sakti … khooni hamesha khooni hi rehta hai
by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal
——-
Yehi ache aadmi ki nishaani hai … ke duniya chahe usse kaanton mein dhakel de … woh wahan bhi phool hi khilata hai
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Flowers & Trees
——-
Rooh ko dard mila, dard ko aankhen na mili … tujhko mehsoos kiya hai, tujhe dekha toh nahi … dard ki raah se guzre toh zamana jaane … aap ka mujhse, mera aap se rishta kya hai
by Hema Malini
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
In case there are some dialogues missed from the movie Dard (genre: ) from 1981, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.
Leave a Reply