Famous Dialogues from Movie – Dadagiri (1987)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dadagiri released in year 1987

Apan dada hai gareebon mein fakeeri ka … lafdebaazon mein vasooli ka … dada logon mein dadagiri ka

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Sau din chor ke toh ek din thanedaar ka … sau din zalim ke toh ek din mazloom ka

by Padmini Kolhapure
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Police
——-

Saanp ke bil mein ghuskar zeharilay phanon se dushmani nahi lete … varna khoon ke saath zehar bhi dil mein ghus jayega

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Animals & Birds
——-

Agar aapne aainda hum mein aap kehkar nahi pukara … toh hum aapko aaisa girra hua shabd kehkar pukarenge … ki aap zindagi bhar apni hi nazaron se girre rahenge

by Padmini Kolhapure
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Apna toh aaisa-hich hai … lade bagair apun zero aur ladke apun hero

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action, Comedy
——-

Log aasman se girkar bhi bach jaate hai … aur marne waale hawa ke jhaunke se girkar mar jaate hai

by Padmini Kolhapure
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main tolta pehle hoon aur bolta bad mein hoon

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Mujhe gaali do, mujhe maaro, chaho toh mere jism se khaal alag kardo … lekin mujhe apne rishtey se alag mat karo

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Dadagiri (genre: Action, Crime, Drama, Romance) from 1987, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *