Famous Dialogues from Movie – Chocolate (2005)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Chocolate released in year 2005

Pyar andha hota hai … aur pyar mein padhne waale, usse badhe andhe hote hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Romance
——-

India mein artist ki kadar nahi hai … aur India ke baahar, Indian artists ki

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Shaitan ki sabsi badi chaal yeh hai ki woh saamne nahi aata

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ladkiyan do kisam ki hoti hai … high voltage, low voltage

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Women, Adult, Comedy
——-

Jaana sabne khaali haath hi hai … yeh paisa kisi ke saath nahi jaata … sab yahin reh jaata hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Kuch cheezein zaroorat se zyada ho jaye toh darr laga rehta hai … khaas kar sex and money … aur kuch logon ke paas dono hi cheezein zaroorat se zyada ho jaati hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Adult, Money, Comedy
——-

Jab tak ishq na karo, sab khush rakhti hai … the problem starts once you fall in love

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Kabhi kabhi haar aur jeet mein farak karna mushkil ho jaata hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Defeat & Failure, Drama
——-

Uparwaale ke do creations hai na, mindblowing hai … sexy girls and very sexy girls

by Arshad Warsi
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Paisa agar bhagwan nahi hai … toh bhagwan se kam bhi nahi hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Religion & God
——-

Women can fake orgasm … why the hell can’t they fake silence?

by Arshad Warsi
categorised in World & Universe
and also in Women, Adult, Comedy
——-

Chup rehna har mulzim ka haq hai … par chup rehna kisi bhi desh ki police ko achcha nahi lagta

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Police
——-

Kisi bhi cheez ko khud apne aankhon se na dekhne ka sabse bada khatra yahi hota hai … ke dil aur dimaag usse sach maan leta hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Aaj kal aaise bade sheharo mein jeene ke liye kisi ko jaan se maarne se zyada … jaan se maarna aana bahut zaroori hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Drama
——-

Sachchai aur nyay ki koi jaat ya paat nahi hoti

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Ek lawyer se kabhi madad nahi mangni chahiye … bad manners

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Husn apne aage peeche poori duniya ko nachata hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Dance, Comedy
——-

Truth and justice needs no lobby, no politics

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Politics, Drama
——-

The difference between a lawyer and a computer is … a computer gets twice as intelligent and half as expensive, compared to a lawyer every year

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Technology & Science, Comedy
——-

Truth and justice need no caste, creed or nationality … let truth and justice prevail

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Chocolate (genre: Action, Thriller, Thriller) from 2005, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *