Famous Dialogues from Movie – Chhaila Babu (1977)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Chhaila Babu released in year 1977

Goli ke bagair pistol bekaar hai … aur akal ke bagair dono bekaar hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Is duniya mein apne zakhm dikhane nahi chahiye … varna yeh log marham ki jagah usse namak se bhar dete hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama, World & Universe
——-

Yeh haath bada ziddi hai … gardan pakad le toh dum nikaal ke chhodta hai … aur haath pakad le toh apna ke chhodta

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance, Rowdyism
——-

Malik ne hamari mitti kuch special kisam ki banai hai … ki jis saanche mein dalo wohi roop dharan kar leta hai … agar tange mein behta do toh tangewaala ban jata hoon, agar hawaijahaz mein behta do toh pilot ban jata hoon … masjid mein mulla, mandir mein pandit … aur agar dil mein behta do toh dilwaala

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Romance, Religion & God
——-

Khuda meherban toh gadha pehelwan … sambhal meri jaan … ek hi vaar mein dikhaon Hindustan

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Religion & God, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Chhaila Babu (genre: ) from 1977, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *