Famous Dialogues from Movie – Cheetah (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Cheetah released in year 1994

Insaan ko zindagi mein sab kuch mil toh nahi jaata … tamannayein toh bahut hoti hai lekin sabhi poori nahi hoti … fark sirf itna hai ki kuch log aansoon bahakar jeete hai aur kuch log apne dil ka dard chupakar jeete hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Life, Inspiration
——-

Dushman ko maarne ke liye hosh aur awaaz chahiye … josh aur junoon nahi

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Enemy
——-

Balle O balle … mujrimon ki anjar panjar dhille … mooh peele te kapde geele

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Clothes & Shoes, Comedy
——-

Duniya mein insaan sirf apne liye pehda nahi hua hai … doosron ke liye jeekar dekho … zindagi ka matlab samajh jaogi

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Life, Inspiration
——-

Hamara yaar toh kanoon ke liye jeeta hai … vardi ke andar kanooni cheetah hai

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Animals & Birds, Shayari
——-

Paon utne hi phailane chahiye jitni chaddar ho … aur farz bhi utna hi nibhana chahiye jitni uski hadh ho

by Puneet Issar
categorised in World & Universe
and also in Job & Career
——-

Mera usool hai joh kanoon todne ki koshish kare uska haath todh doon … joh kanoon ko challenge kare uske jabde todh doon … taaki woh phir kabhi kanoon todne ki jurrat na kare

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Action
——-

Jazbaat ki chhot aur dil ka ghaav bahut gehra hota hai … bahut dard hota hai us mein

categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Cheetah (genre: ) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *