Famous Dialogues from Movie – Cheeni Kum (2007)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Cheeni Kum released in year 2007

Tu sad-sad kyun hai, happy-sad kyun nahi … hum sad kyun hote hai … kyun ki mann bhaari hai, heavy heavy … mann kab heavy heavy hota hai … jab mann ko koi hurt karta hai … mann ko kaun itna hurt kar sakta hai … joh mann ke very very close hota hai … mann ke very very close kaun hota hai … jiske saath mann very very happy feel karta hai … happy tha, is liye sad hai na … so be happy-sad, not sad-sad

categorised in World & Universe
and also in Happiness, Sadness, Inspiration
——-

Aadmi budha tab hota hai … jab uske andhar jeene ki ichcha khatam ho jaati hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Ek chef ka kaam hai doosron ki taste ko bina taste kiye pehchanna

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Job & Career
——-

Jab log kisi ke kareeb aa jaate hai … toh ek doosre ki tarah baatein karne lagte hai

by Zohra Sehgal
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Shaadi woh keemat hai joh ek aadmi sex ke liye chukata hai … sex woh keemat hai joh ek aurat shaadi ke liye chukati hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Men, Women
——-

Khana banana duniya ki sabse badi kala hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks
——-

Life mein insaan ko ek galati maaf hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Impress karne ke liye pachees lakh ka haar bhi de sakta tha … lekin bina price tag ke aapko lagega pachees rupaiya ka hai … aur price tag ke saath de nahi sakta

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Money, Comedy
——-

Dil mein joh hai woh bol dena chahiye … aaise dabake nahi rakhna chahiye … acidity ho jaati hai

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Romance
——-

Aye silent movie … thoda sound de na

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Is umar mein toh shareer second hand Ambassador ki tarah hota hai … kabhi carburetor mein kachra, kabhi suspension mein lafda … toh baar baar servicing ke liye jaana padta hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Cheeni Kum (genre: Romance, Comedy, Drama) from 2007, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *