Famous Dialogues from Movie – Chashme Baddoor (2013)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Chashme Baddoor released in year 2013

Kashmir na koi le sakta hai aur Kashmir na koi de sakta hai … Kashmir mein bus teen din aur do raat ka honeymoon package ho sakta hai

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Pyar agar pant hai toh dosti chaddi hai … pant agar phat bhi jaye toh chaddi izzat bachati hai

by Ali Zafar
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Friendship, Comedy
——-

Agar tum safed saree mein laal bindi lagakar aa jao … toh maa kasam ambulance lagogi

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Comedy
——-

When you can’t change the girl … change the girl

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Women
——-

Woh mili mujhse Heer ki tarah … taste mein thi woh kheer ki tarah … aur dil ke paar hui woh teer ki tarah

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Romance, Shayari, Food & Drinks
——-

Wife ne poocha husband se, ke sach kaho kitno ke saath soye ho? … husband bola, soya toh bus tumhare saath, baki sehkadon ke saath jaga poori raat

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Adult, Shayari
——-

Buddies you are my chaddies

by Ali Zafar
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Clothes & Shoes, Comedy
——-

Aurat bhi kya cheez hai … kuch kaho toh mooh phula leti hai … aur kuch karo toh pet phula leti hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Women, Comedy, Adult
——-

Maine bhari mehfil mein sher maara … toh sherni vidhva ho gayi

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Animals & Birds, Comedy
——-

Pachaas pachaas kos door jab raat ko gaon mein baap jagta hai … toh beta bolta hai ki – ‘dad soo ja varna mere jaisa ek aur aa jayega’

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Parents, Village
——-

Ibtada-e-ishq hai, rota hai kya … toilet paper hai, dhota hai kya?

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Na suhaag hai na raat hai, phir bhi suhaagraat ka scene nazar aata hai … believe it or not, har kutte ka din aata hai

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Marriage & Wedding, Animals & Birds
——-

Life mein teen cheezo ko kabhi underestimate nahi karna chahiye … love, sex aur dokha

by Siddharth Narayan
categorised in World & Universe
and also in Life, Comedy
——-

Chahe marr hum jaye phir bhi marham lagake jayenge … dost ke dil se utar ke nahi, dost ke dil mein utar ke jayenge

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Friendship
——-

Madhuri ki muskaan, Juhi ka jadoo, Sridevi ki shararat … aur dhaki hui Mallika Sherawat

by Siddharth Narayan
categorised in World & Universe
and also in Women, Comedy
——-

When I am good I am good … when I am bad I am even better

by Ali Zafar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Is vidya ke mandir mein … yahan vidya ki murat hai toh wahan vidya ka bhashan hai … magar afsoos is baat ka hai ki hamare paas ‘Dirty Picture’ ki Vidya Balan nahi hai

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Education, Adult, Comedy
——-

Ek minute ki value kisi ek olympic runner se pooch … ek minute ki value toaster mein jalte hue slice se pooch … unatees minute ke baad delivery karne waale pizza boy se pooch

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Time, Comedy, Food & Drinks
——-

Early to bed and early to rise … makes your girlfriend go with other guys

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Tu hi Seema ka sacha He-man hai … tune chaddi bahar nahi pehni toh kya hua … tu hi uska Superman hai

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Clothes & Shoes, Comedy
——-

Bomb woh thi blast main ho gaya … bina ruke kisi station par yeh slow train bhi fast ho gaya

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Transportation, Comedy
——-

Dono ka blood group bhi ek hi hai … isliye nahi ki dono judwaa hai … isliye ki dono ek doosre ka khoon chooste rehte hai

by Bharati Achrekar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

You’re the one jispe atka hai mann

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Yeh chaand bhi kya ghazab dhahta hai … bachpan mein mama aur jawani mein apne hi bachche ki amma nazar aata hai

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, World & Universe
——-

Physically maro line toh tabhiyat ekdum fine

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Yeh Seema woh hai jiski koi seema nahi … aur yeh Seema woh hai jiske character ka koi bima nahi

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Kiss ki nahi hoti koi classes … it’s just a hit with the masses

by Siddharth Narayan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Comedy
——-

Hum toh ghante hai lekin woh khatre ki ghanti hai … saali China ka maal hai nah guarantee hai na warranty hai

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, City & Places, Comedy
——-

Ki gal hai? … life mein koi girl hai?

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Life
——-

Ek dost ne ek dost ko yun peeta … tann ki shakti, mann ki shakti senorita

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Friendship, Comedy
——-

Har ladka soft drink ki botal ki tarah hota hai … dimag ki jagah upar dhakan hota hai

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Comedy
——-

What Raniji can’t … I can!

by Ali Zafar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Apne dil ke detergent se saare gile shikve saaf kar dijiye

by Divyendu Sharma
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Yeh shakal se H20 hai aur akal se H2SO4 hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Technology & Science, Comedy
——-

Aaj se main tera kambal tu meri razai … main tera Honda tu meri Hyundai … main tera langot tu meri neck tie … main tujhe salaam karta hoon bhai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Transportation, Clothes & Shoes

In case there are some dialogues missed from the movie Chashme Baddoor (genre: Comedy) from 2013, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *