Famous Dialogues from Movie – Chandi Sona (1977)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Chandi Sona released in year 1977

Kisi ki shab-e-vasl haste kate hai, kisi ki shab-e-hijr rote kate hai … hamari yeh shab kaisi shab hai ki ya rab, na haste kate hai na rote kate hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Happiness, Sadness
——-

Kutte ki zaat pehchanni ho toh uske aage haddi daal do … aur aadmi ko pechanna ho toh usse daulat aur taqat de do

by Sanjay Khan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Money
——-

Bina mushkil mein padhe kamyabi milti bhi toh nahi … mushkilen itni padhi mujhpar ki aasaan ho gayi

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Victory & Success
——-

Mohabbat mein chirag-e-gul zamane ki hawa thandi … chahe jitni bhi aag jale ishq ki, hawa thandi ki thandi

by Asrani
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Weather

In case there are some dialogues missed from the movie Chandi Sona (genre: ) from 1977, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *