Famous Dialogues from Movie – Chacha Bhatija (1977)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Chacha Bhatija released in year 1977

Anaaj toh bahut pehda hota hai seth … magar usse gareebon ke pet nahi tum logon ke godaam bhare jaate hai … tabhi toh tum logon ki tijori mein rakha hua paisa nahi gina ja sakta … magar gareebon ke jism ki pasliyan zaroor gini ja sakti hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Money, Food & Drinks
——-

Duniya mein saare rishte mohabbat ke rishte hote hai … agar mohabbat hai toh paraye bhi apne ho jaate hai … agar mohabbat nahi toh khoon bhi khoon ko nahi pehchanta

by Randhir Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mujhe na chhedo yaaron main nashe mein hoon … sheeshay mein main, main mein nasha, main nashe mein hoon

categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Jeena zaroori hai, jeene ke liye peena zaroori hai, peene ke liye jeena … khair hum toh sharaab peete hai … joh nahi peete, khaak jeete hai

by Randhir Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Life
——-

Shehar kitna bhi ajnabee kyun na ho … koi na koi toh apna mil hi jaata hai

by Randhir Kapoor
categorised in World & Universe
and also in City & Places

In case there are some dialogues missed from the movie Chacha Bhatija (genre: Drama) from 1977, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *