Famous Dialogues from Movie – Chaand Kaa Tukdaa (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Chaand Kaa Tukdaa released in year 1994

Hindustani nariyan joh hoti hai chikni machliyon ki tarah hoti hai … haath se phisal jaati hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Women, Animals & Birds
——-

Joh main dikhai deta hoon woh main nahi hoon … aur joh hoon woh dikhai nahi deta

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ladki ke dil mein vishvas ka diya jalane ke liye sirf Shammi Kapoor style mein ganaa gana kaafi nahi hota … Dilip Kumar aur Raaj Kumar ki tarah emotional scene bhi karne padte hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Music
——-

Hamari nazaren hamesha aasmaan ke sitaaron pe rehti hai … zameen ki dhool hum mein pasand nahi

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aag petrol ko nahi chhodti … nevla saanp ko nahi chhodta … aur jab main paison ka hisaab jodhta hoon toh main apne baap ko nahi chhodta

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Money, Animals & Birds
——-

Kisi ke kaan mein heera, kisi ki aankh mein heera … mujhe heeron se kya lena, mera mehboob hai heera

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Insaan chahe zaalim ho ya masoom … woh atyachar karne ke liye bandook uthaye ya atyachar mitaane ke liye … kanoon ki nazaron mein mujrim ban jaata hai

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Law & Order
——-

Lover ko pareshan karna Hindustani nariyon ki adayen hoti hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Women, Comedy
——-

Meri aankhon ko gaur se dekh … in mein tujhe teri chitta ki jalti hui aag dikhai degi … tujhe teri astiyon ki raakh dikhai degi … teri zindagi ko maine jis khaak mein mila diya tujhe woh khaak dikhai degi

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Life
——-

Joh samundar mein gotha lagate hai woh bheegkar jaate hai … aur joh bar mein aate hai woh do-do peg peekar jaate hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks

In case there are some dialogues missed from the movie Chaand Kaa Tukdaa (genre: Action, Comedy, Drama) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *