Famous Dialogues from Movie – Budtameez (1966)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Budtameez released in year 1966

Aaisi nafrat bhi achi nahi … joh ghate toh nafrat aur bade toh mohabbat ban jaye

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Fall from a hilltop, fall from above, fall from anywhere … but never fall in love

by Sadhana Shivdasani
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Badhi dilchasp ghaflat ho gayi hai … haai achanak unse ulfat ho gayi hai

by Sadhana Shivdasani
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Jab itni bewafai par tujhe dil pyar karta hai … aare zalim agar tu bawafaa hota toh kya hota

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Jaise sugandh ke bina phool adhoora reh jaata hai … waise hi naari ka jeevan bina jeevan saathi ke adhoora reh jaata hai

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Women, Life, Flowers & Trees
——-

Nar ka naari se, phool ka phulwari se aur mandir ka pujari se hamesha ek hi naata rehta hai … aur uska naam hai dharam

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Men, Women, Flowers & Trees
——-

Nasha pilake girana toh sabko aata hai … aare mazaa toh tab hai ki girton ko thaam le saakhi

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks

In case there are some dialogues missed from the movie Budtameez (genre: ) from 1966, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *