Famous Dialogues from Movie – Boss (2013)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Boss released in year 2013

Maut ko toh yunhi log badnaam karte hai … takleef toh zindagi deti hai

by Ronit Roy
categorised in World & Universe
and also in Death, Life, Drama
——-

Boss ka khoon bolta nahi, khaulta hai … aur jab yeh khaulta hai … toh yeh boss ek ek ko phodta hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Beech mein nah bol!

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

The boss is always right!

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Job & Career
——-

Ab zindagi tujhe takleef nahi degi … woh takleef dega tujhe

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Khaak mazaa hai jeene mein … jab tak aag na lagi ho apne dushman ke seene mein

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Enemy
——-

Apne ko kya hai … apne ko sirf pani nikalna hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy
——-

Tujh jaise zehar ko maarne ke liye … zehar hi kaam aayega

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Har sant ka ek beeta hua kal hota hai … aur har paapi ka ek aane waala kal hota hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jeeyo itna ki zindagi kam padh jaave … hasso itna ki rona mushkil ho jaave … gusse ko thook do aur haste haste apne dushmano ko phook do

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Inspiration, Life
——-

Saturday yaane ki no thokna thukana … only gaana bajhana

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Music
——-

Rishtey hone se rishta nahi banta … rishtey nibhane se rishta banta hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Pani kitna bhi ganda ho jaaye … aag bhujane ke liye kaafi hota hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Teri hi mitti par tere khandaan ke saath tujhe mitti mein milaonga

by Ronit Roy
categorised in World & Universe
and also in Family, Action
——-

Kuch faisle bina sooche liye jaate hai … aur woh faisle dil se hote hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Abhe shuttlecock ke chitre

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy, Sports & Games
——-

Har waqt har pal tujhse takrane chattaan aa raha hai … mere bete ke liye tujhse ladne tera baap aa raha hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action
——-

Common chora nahi hai yeh … kyun ki baat common sense ki kare hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Ghaav toh woh bharte hai joh shareer par lage ho … is ghaav ne toh meri aatma par chot pahunchayi hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Boss (genre: Masala) from 2013, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *