Famous Dialogues from Movie – Black and White (2008)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Black and White released in year 2008

Apni nazar ussi raste pe honi chahiye … joh aapko aapki manzil pe le jaye

by Arun Bakshi
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Tofhe rishton ko mazboot karne ke liye diye jaate hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kisi masoom ka khoon karne se pehle, do second ke liye apne bachchon ke bare mein socho … kabhi kisi ka khoon nahi kar paoge

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, Inspiration
——-

Main chala, main chala kabhi is dagar kabhi us dagar … saath mere chale zindagi ka safar

categorised in World & Universe
and also in Poem, Shayari, Life
——-

Is duniya mein sabse bada aadmi wahi hai jisna naam hai grahak … aur us grahak ka na koi naam poochta hai, na imaan … woh grahak na Hindu hai, na Musalman … woh hai sirf har dhande ka Allah aur bhagwan

categorised in World & Universe
and also in Business, Religion & God
——-

Joh log khud par yakeen nahi karte … woh kabhi jeet nahi sakte

categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Inspiration
——-

Joh maut se darta hai … woh hamare liye khatra hai

categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Umar-e-daraaz maangkar laye the char din … do aarzo mein kat gaye, do intezaar mein

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life
——-

Jise log kehte hai, Hindustan hai … yahi apne khwabon ka pyara jahan hai … kahi mazhabon ka yahan ek nishaan hai … yeh Hindustan hai, yeh Hindustan hai, yeh Hindustan hai

categorised in World & Universe
and also in Poem, Patriotism, Religion & God

In case there are some dialogues missed from the movie Black and White (genre: Culture, Drama, History) from 2008, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *