Famous Dialogues from Movie – Bichhoo (2000)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Bichhoo released in year 2000

Tere liye yeh kehna bahut mushkil hai … ki tu zyada gira hua baap hai … ya zyada gira hua insaan

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Gun haath mein lene ke baad … dil aur dimaag poori tarah se shikaar pe hona chahiye

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Aadmi ko maarne ke liye ek hi goli kaafi hoti hai … agar woh goli sahi jagah pe lage

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Khula paisa aur khuli aurat samne ho … toh aadmi ka dimaag kaam karna bandh kar deta hai

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Money, Women, Drama
——-

Nasha sukoon deta hai, yeh bharm hai … nasha maut deta hai, yeh sach hai … zindagi se pyar karo aur nashe pe vaar karo

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Truth & Honesty
——-

Apne mulk ki hasti ko hargiz na mitne denge … apne pyare jeevan mein yeh zehar na ghulne denge … agar jeevan hai drugs ke shikanje mein … toh tum ho maut ke panje mein

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life, Death
——-

Power kisi ko bhi maar sakta hai

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism

In case there are some dialogues missed from the movie Bichhoo (genre: Action) from 2000, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *