Collection of some famous & popular dialogues from movie Bhoothnath Returns released in year 2014
Kabhi kabhi burai ka anth burai khud hi kar daalti hai
by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-
Election circus ki tarah hota hai … jahan pe joker sirf time pass ke liye hota hai … ticketein khareedi jaati hai sher ko dekhne ke liye
by Boman Irani
categorised in World & Universe
and also in Politics, Animals & Birds, Comedy
——-
Vote dena usko chahiye joh sabse zyada pasand ho … par dena padta hai usse joh sabse kam napasand ho
by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Politics
——-
Trailer hit toh picture hit … aur gaana hit toh picture super hit
by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Music, Comedy
——-
Is desh ki population ke mann ke andar sirf frustration hai … system ki is constipation se bahar yeh situation hai ki har jagah saturation hai … public yeh jaanna chahti hai ki is intoxication ka justification kya hai … right to information hai lekin us par objection hai … police ke power hai lekin uska limitation hai … jiske paas designation hai uske paas intention nahi aur jiske paas suggestion hai uske paas position nahi … aaise mein janta kya kare yeh mera question hai
by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Government, Police
——-
Aadmi bura kaam is liye karta hai kyun ki uske dil ke andar achhai ka darr nahi hota … jis din iske andar ki burai achhai se darne lagegi … us din se har bura kaam karne se pehle yeh dus baar sochega
by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
In case there are some dialogues missed from the movie Bhoothnath Returns (genre: Fantasy, Children) from 2014, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.
Leave a Reply