Famous Dialogues from Movie – Bhagyawan (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Bhagyawan released in year 1993

Jis din kisi ghar ki deewaron ke kaan nikal aate hai … us din us ghar ki buniyaad mein dimak lag jaati hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in House, Drama
——-

Shaadi karne ka sirf ek hi faiyda hai … ki agar aadmi markar narak mein bhi jaaye … toh lagta hai swarg mein aa gaya

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Comedy
——-

Tum gareeb ki izzat cheen sakte ho … uski kismat nahi

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny
——-

Pati ek bank balance hota hai, ek tijori hota hai … jis mein se paise nikaal nikaalkar gehne banwao, sareeyan khareedo, mauj karo mauj … lekin unka dil rakhne ke liye kabhi unka sar dabao, kabhi unke pair dabao … haala ki dil toh karta hai ki unka gala dabao, taaki jhanjhat hi khatam

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Money, Comedy
——-

Mera farz is vardi ka mohtaj nahi hai … yeh vardi toh mehaz ek mayaan hai jis mein main apne farz ki talwar mehfooz rakhta hoon

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Police, Job & Career

In case there are some dialogues missed from the movie Bhagyawan (genre: ) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *