Famous Dialogues from Movie – Benazir (1964)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Benazir released in year 1964

Aaj sheeshay mein bar bar unhe dil ki moorat dikhai deti hai … apni soorat nazar nahi aati, meri soorat dikhai deti hai

by Shashi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Hum mein apna ilaaj-e-dard-e-dil karna bhi aata hai … hum aaise jeene waale hai jinhe marna bhi aata hai

by Meena Kumari
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Sadness, Death
——-

Ab tak na khabar thi mujhe ujhade hue ghar ki … aap aaye toh ghar be-sar-o-saman nazar aaya

by Meena Kumari
categorised in World & Universe
and also in Shayari, House
——-

Phoola chaman khushi ka jaane bahar aaya … aankhon ka noor aaya, dil ka qaraar aaya … dekhe joh khwab dil ne, tabeer hai yeh unki … humko bhi zindagi ka ab aetbaar aaya … joh phool-e-ilahi, hasta rahe hamesha … joh bagh-e-zindagi mein bankar bahar aaya

by Meena Kumari
categorised in World & Universe
and also in Poem, Flowers & Trees, Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Benazir (genre: Culture, Drama) from 1964, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *