Famous Dialogues from Movie – Bawarchi (1972)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Bawarchi released in year 1972

It is so simple to be happy … but it is so difficult to be simple

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Inspiration
——-

Kisi badi khushi ke intezaar mein … hum yeh chote chote khushiyon ke mauke kho dete hain

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Drama
——-

Log zindagi ka sabse chota, sabse keemti labz bhool gaye hain … pyar

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama, Romance
——-

Jisme insaan ki bhalai ho woh kaam kabhi bura nahin hota

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Is duniya mein jab tak bhalai rupai aur paison se na tauli jaye … woh bhalai nahin kehlati

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Khushi ke gaane toh bilkul phuljadiyon ki tarah hai … jalte hai aur bhuj jaate hai … lekin udasi agarbatti ki tarah jalti hai der tak … aur bhujne ke baad bhi mehakti rehti hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Sadness
——-

Raja ki puja sirf uske desh mein hoti hai … aur vidhvan ki puja puri duniya mein hoti hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Royal, World & Universe
——-

Katega bhunega toh alu … isse main khaon ya bhalu

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Animals & Birds

In case there are some dialogues missed from the movie Bawarchi (genre: Comedy) from 1972, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *