Famous Dialogues from Movie – Basant (1960)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Basant released in year 1960

Deewana banana hai toh deewana bana de … varna kahin taqdeer tamasha na bana de

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Luck & Destiny
——-

Insaan toh paon se chalta hai … lekin unhe chalane waala hota hai dil

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main bolonga toh bologi ki bolta hai

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kahan hai woh ladki jiske daaman mein mooh chupakar insaan sari duniya ko bhool sake … kahan hai woh ladki jise dekhkar mann bol uthe, is paar yeh madhu hai, tum ho, us paar na jaane kya hoga … kahan hai woh ladki jise dekhte hi yeh mehsoos ho, ki jise main janam janam se dhoond raha hoon woh yahi hai … kahan hai woh ladki jiske baare mein Tagore ne kaha tha, teri neeli aankhen ek gehri jheel ki tarah hai, jee chahta hai main un mein doob doob jaon … kahan hai woh ladki joh mere saath sagar ki machalti lehron mein kood padegi, kahan hai woh ladki joh mere saath jayegi

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Poem, Romance, Women
——-

Bholi bhali shakal waale hote hai jallad se … bewafaaon se pyar kaun kare, husn ka aitbaar kaun kare

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Lies & Cheating

In case there are some dialogues missed from the movie Basant (genre: Romance, Drama) from 1960, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *