Famous Dialogues from Movie – Barsaat (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Barsaat released in year 1995

Kuch dard aaise bhi hai jinse tum waqif nahi … aaise dard jisse Tina ki toh kya … insaan ko khud apni pehchan tak bhula dete hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum tumhe aaisi maut denge … ki log kutte ko bhulakar tumhari maut ki misaal diya karenge

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Death, Animals & Birds
——-

Pyar jab bagawat par utar aata hai … toh koi taqat usse nahi rok sakti … na insaan ki, na kudrat ki

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama, Romance, Religion & God
——-

Jitna woh Negi ko tarsayega … utna hi Negi usse tadpayega

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Main yahan dosti karne aaya hoon … ghulami karne nahi

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Friendship
——-

Saat lakh kya, saat crore kya … main toh saat janamon mein bhi uski ek muskaan na bechun

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Money, Life
——-

Gurrao mat … hamare samne joh gurrate hai … hum unki khaal udhadwakar us mein bhusa bharwa dete hai

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Agar daayen baayen ke chakkar mein nishana chook gaya … toh main aapko tadapne ka mauka bhi nahi doonga

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Pyar mein khud pe barchiyan chale toh koi gham nahi … magar pyar ko koi gaali de toh uska taitwa nikaal ke junglee kutton ko daal do

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Action, Animals & Birds
——-

Jisse dekho sharif aadmi dhoondta hai … kyun ki ek sharif aadmi ki wajah se dus badmaashon ka ghar chalta hai

by Harish Patel
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, House, Comedy
——-

Meri teen baatein yaad rakhna bete … sachai se kabhi mooh modna nahi, zulm ke aage kabhi jhukna nahi, dil ki pehli awaaz sunna … kyun ki pehli awaaz parmatma ki hoti hai … bad mein shaitan bolta hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Truth & Honesty, Religion & God
——-

Aadmi ke vichaar aur harkaton ka shehar ya jungle se koi sambandh nahi hota … aur na hi ameeri gareebi se koi vasta

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama, City & Places
——-

Joh pyar karte hai woh sar jhukakar nahi sar uthakar baat karte hai

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Pyar karne waale kisi ke mana karne par kab ruke hai … yeh dil toh pagal deewana hai, yeh toh pyar karega … yeh na kabhi dara hai duniya se, na kabhi darega

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Barsaat (genre: Romance) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *