Famous Dialogues from Movie – Bajirao Mastani (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Bajirao Mastani released in year 2015

Kiski talvar par sar rakhon yeh bata do mujhe … ishq karna agar khata hai toh saza do mujhe

by Deepika Padukone
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Cheeteh ki chaal, baaz ki nazar aur Bajirao ki talvar par sandeh nahi karte … kabhi bhi maat de sakti hai

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Action, Animals & Birds
——-

Ishq … joh toofani dariya se bagavat kar jaaye woh ishq … bhare darbar mein joh duniya se ladh jaaye woh ishq … joh mehboob ko dekhe toh khuda ko bhool jaaye woh ishq

by Deepika Padukone
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Aap humse hamari zindagi maang lete hum aapko khushi khushi de dete … par aapne toh humse hamara guroor cheen liya

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life
——-

Hamare dil ek saath dhadakte hai … aur ek saath rukte bhi hai

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Heere mein heera ho toh usse kehte hai Kohinoor … Rao ka naam lete hi Kashi ke chehre par aata hai noor

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Marathaon ke paas dushman jitni daulat ho na ho … yudh mein bahane ke liye khoon kayi zyada hai

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Money, War & Battle, Enemy
——-

Har dharam mohabbat sikhata hai … par mohabbat ka toh koi dharam nahi hota … woh khud apne aap mein ek dharam hai

categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Inspiration
——-

Lagaam dikhti nahi hai par zubaan par honi chahiye … samajhla

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab deewaron se zyada doori dilon mein ho jaye … toh chatt nahi tikti

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Drama, House
——-

Yeh sach hai ki har dharam ne ek rang ko chun liya hai, par rang ka toh koi dharam nahi hota … haan kabhi kabhi insaan ka mann kaala zaroor ho jaata hai joh usse rang mein bhi dharam dikhai deta hai

by Deepika Padukone
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Inspiration
——-

Har yudh ka nateeja talwaron se nahi hota … talwar se zyada dhaar chalane waale ki soch mein honi chahiye

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Action
——-

Woh veer hi kya jiske samne shrungaar apni palkein na jhuka de … woh shrungaar hi kya jiske samne veer apni talwar na daal de

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Dushman ki chaati mein talwar pironha aasaan hai … par rishton ke motiyon mein dhaaga pironha bahut hi mushkil

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Drama, Enemy
——-

Maratha sultanat mein agar Chhatrapati Shivaji aur Shambhuraje ke baad koi hai, toh woh sirf Baji hi Baji hai … baaki toh sab bajhi hai

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Royal, Food & Drinks
——-

Surya kirano ke bina, khushboo hawa ke bina aur raja pradhaan ke bina adhoora hai

by Mahesh Manjrekar
categorised in World & Universe
and also in Royal
——-

Dhakhan mein agar koi bahadur hai toh woh Nizam hi Nizam hai … baaki toh bina guthli ke aam hai

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Courage, Food & Drinks
——-

Jag mein kho jaane waale toh kabhi kabhi mil bhi jaate hai … lekin joh apne hi ghar ke aangan mein kho jaaye … woh itni aasaani se nahi milte

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Drama, House
——-

Tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah … ab tera zikr hoga ibadat ki tarah

by Deepika Padukone
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Aandhi roke toh hum toofan … toofan roke toh hum aag ka dariya

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Weather
——-

Bajirao ki raftaar hi Bajirao ki pehchaan hai

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Putra agar pita ki paghdi pehan le toh usmein pita ki buddhi toh nahi aa jaati … chandan ke vrush ko bhi sugandh dene ke liye ek umar ki avashakta hoti hai

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Parents, Flowers & Trees
——-

Apni dharti, apna raaj … Chhatrapati Shivaji ka ek hi sapna … Hindu swaraj

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Dreams
——-

Adhoori mulaqat hi toh phir se milne ka vaada hota hai

by Deepika Padukone
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bajirao ne Mastani se mohabbat ki hai … ayyashi nahi

by Ranveer Singh
categorised in World & Universe
and also in Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Bajirao Mastani (genre: Romance) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *