Famous Dialogues from Movie – Baiju Bawra (1952)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Baiju Bawra released in year 1952

Tumhare bagair meri sargam adhoori hai, mere geet adhoore hai … tum hi mera sangeet ho

by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Music, Romance
——-

Sangeet hridhay se hridhay ka sambandhit hota hai … atma ko ooncha uthata hai … bhair ko prem mein badal deta hai

categorised in World & Universe
and also in Music, Inspiration
——-

Sangeet seekhne ke liye hridhay mein prem paida kar … doosron ka dil dukhane ke badle, apne dil mein dard pehda kar

categorised in World & Universe
and also in Music, Inspiration, Sadness
——-

Aag se aag thandi nahi hoti, pani se hoti hai … andhere se andhera door nahi hota, ujaale se hota hai … bhair, bhair se nahi mitta, prem se mitta hai

categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Tansen ki shikast mein sangeet ki jeet chupi hui hai

categorised in World & Universe
and also in Music, Victory & Success, Defeat & Failure
——-

Bastiyan aur khazane lootne waale … dilon ko nahi loot sakte

by Bharat Bhushan
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Baiju Bawra (genre: History, Romance, Musical) from 1952, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *