Famous Dialogues from Movie – Baghban (2003)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Baghban released in year 2003

Ek baap agar apne bete ki zindagi ka pehla kadam uthane mein uski madad kar sakta hai … toh wahi beta apne baap ke aakhri kadam uthane mein usse sahara kyun nahi de sakta?

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Parents, Life
——-

Tum ho toh hum hai … hum hai toh sab kuch hai … varna kuch nahi, kuch bhi nahi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Pyar hi toh woh jaado hai … joh umar bhar jawan banaye rakhta hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-

Joh bachche apne maa baap ko pyar nahi de sakte, sahara nahi de sakte, maan samaan nahi de sakte … unhe main kabhi maaf nahi karta

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Tumhare bagair toh hum sirf jee rahe the … dil ne dhadakna toh uss din shuru kiya jis din aap hum mein mili

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Aap ghanti bajaye na bajaye … aapke kadmo ki aahat se mere dil ki ghanti pehle se baj jati hai

by Hema Malini
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Tumhari aankhon se tumhara dil dikhta hai … jis mein meri tasveer chupi hui hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Maa baap zindagi ke pedh ki jadh hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Flowers & Trees, Life
——-

Hota toh sabke paas hai … magar dimaag wahi joh waqt pe kaam aajaye

by Avtar Gill
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Baghban (genre: Drama) from 2003, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *