Famous Dialogues from Movie – Baazigar (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Baazigar released in year 1993

Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai … aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Defeat & Failure, Gambling
——-

Udne ki baat parinde karte hai … tutte huye par nahi

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Animals & Birds
——-

Ab sailaab aayega Madan Chopra … sailaab aayega

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Weather, Action
——-

Burai milne mein nahi hai … burai chup chupkar milne mein hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Naam badalne se … insaan ka chehra aur uska jurm nahi badal jaata

by Kajol
categorised in World & Universe
and also in Crime, Drama
——-

Kitaabein mehbooba se behtar hoti hai … atleast intezaar toh nahi karwarti

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Daud zindagi ka ho yah motor car ka … maine kabhi haarna nahi seekha

by Dalip Tahil
categorised in World & Universe
and also in Life, Transportation, Defeat & Failure
——-

Tumhari haalat ek us aphahij jaisi ho gayi hai … jisse chalne ke liye baisaakhi ki zaroorat toh hai … lekin usse pakadne ke liye haath nahi hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Maa bete ka bhavishya chunti hai, duayen chunti hai … uske jism ke tukde nahi

by Rakhee Gulzar
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Ab har cheez meri hai … aur har cheez ka maalik main hoon

by Dalip Tahil
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tune mujhe power of attorney nahi … apni taqdeer ka woh kohra panna de diya hai … jis par main jab chahoon teri barbadi ka ithihaas likh sakta hoon

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Luck & Destiny
——-

Zindagi mein tu kabhi sukhi nahi ho sakta … mere bachchon ki hai tera sukh chain sab kuch cheen legi … tu tabha ho jayega … yeh ek maa ki baddua hai

by Rakhee Gulzar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Parents, Happiness

In case there are some dialogues missed from the movie Baazigar (genre: Thriller) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *