Famous Dialogues from Movie – Baazi (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Baazi released in year 1995

Agar shatranj ki baazi jeetni ho … toh usse dus dimaag se nahi, ek dimaag se khelna chahiye

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Victory & Success
——-

Dole dole mera bhi dil dole … isse pehle ki meri joote bole … tu patli gali hole

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Comedy
——-

Tumhare jism mein main itne chhed kar doonga … ki marne ke baad bhi saale basuri ki tarah bajhte rahoge

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Music
——-

Joh doosro ko tapkane ki himmat rakhte hai … un mein khud bhi tapakne ka kaleja rehta hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Courage, Action
——-

Insaan jhoot bol sakta hai … lekin uske ungliyon ke nishaan jhoot nahi bol sakte

by Kulbhushan Kharbanda
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Drama
——-

Kal tak main supari leta tha doosro ko khatam karne ke liye … lekin aaj maine apne aap ko supari di hai tujhe khatam karne ke liye

by Mukesh Rishi
categorised in World & Universe
and also in Action, Money, Rowdyism

In case there are some dialogues missed from the movie Baazi (genre: Action) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *