Famous Dialogues from Movie – Baabul (2006)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Baabul released in year 2006

Dil ki aawaz kaano se nahi dil se suni jaati hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Dost nahi badalte … waqt badal jaata hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Time
——-

Matlab nikal gaya toh pehchante hi nahi … ladki kya mili hum mein jaante hi nahi

by Rajpal Yadav
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Yeh sach hai ki jagah ki dooriyan … aksar dilon ki nazdikiyan ban jaati hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Pyar mein waqt ki koi seema nahi hoti

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Time, Romance
——-

Paramparaon ki lakeerein jab dhundli padh jaati hai … toh nayi lakeerein kheenchne se parhez nahi karna chahiye

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Haan main cheating karta tha, par sirf khel mein … tune toh zindagi ko khel samajh ke mujhe cheat kar diya

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Sports & Games, Life
——-

Kisi ko khush karne ke liye samjhauta karna insaan ki sabse badi kamzori hoti hai

by Rani Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Rangeen kapde pehenne se zindagi ke khoye rang vapas nahi aate

by Rani Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Life
——-

Beeta hua kal toh ek khwab hai … uska na koi chehra hota hai na wajood hota hai … sach toh sirf tumhara aaj hai aur tumhara aane waala kal

by Sharat Saxena
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Time, Truth & Honesty
——-

Sirf saansein lene ko jeena nahi kehte

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Jis din main baap ban gaya na … main apne bachche se chun chun ke gin gin ke badle loonga

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Revenge, Comedy
——-

Kisi bhi insaan ki zindagi mein woh din, woh pal, sabse zyada khushgawar hota hai … jab uska beta uski zimedariyan baantne lage … uski kursi par baithe

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Parents, Happiness
——-

After every sunset there’s a sun rise … ek naya din, ek nayi umeed, ek nayi shuruvat

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Bahu ko beti manna agar pagalpan hai, toh main pagal hoon … uske aasoon pochna agar pagalpan hai, toh main pagal hoon … uski andheri zindagi mein khushiyon ki roshni bharna agar pagalpan hai, toh haan main pagal hoon

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Family, Happiness
——-

Dil ke maamle mein dimaag ka istemaal nahi karna chahiye … uljane badh jaati hai … dil ke mamle mein dil ka istemaal karna chahiye

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Romance, Inspiration
——-

Mere liye zindagi mein na pyar ki jagah badal sakti hai na dosti ki … dono ki jagah alag alag hai … lekin tumne to dosti mein hi pyar ki milavat shuru kar di

by Rani Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Romance, Drama
——-

Aksar yeh bhi hota hai ki jagah ki dooriyan … rishton ko aur bhi mazboot bana deti hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kya yeh theek hai ki paramparaen banane waala insaan hi paramparaon ki bali chadta rahe … paramparaen jeeye insaan marta rahe … paramparaen badi zindagi kuch bhi nahi hai?

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yeh kambakht mohabbat hai hi badi musibat waali cheez … aksar imtehaan leti hai … lekin khushiyan bhi deti hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Romance
——-

This is a race between man and machine … he may have the better machine but I’m a better man

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Transportation

In case there are some dialogues missed from the movie Baabul (genre: Drama, Romance, Family) from 2006, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *