Famous Dialogues from Movie – Azhar (2016)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Azhar released in year 2016

Sau sahi kaam karlo koi yaad nahi rakhta … ek galat ilzaam aur sabne bhula diya

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jinke paas dost kam hote hai na … woh amir nahi hote

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Friendship
——-

Tumhare aage badne ki duayein maine maangi … aaj mujhe hi peeche chhod diya

by Prachi Desai
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tu mooh se bolega toh kuch hi logan sunenge … balla bolega toh sari duniya ko sunna padega

by Kulbhushan Kharbanda
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games
——-

Ab farak nahi padta … kyun ki jab farak nahi padta zindagi mein … farak tabhi aata hai

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life
——-

Sikka dono ka hota hai, heads ka bhi aur tails ka bhi … par waqt sirf uska aata hai joh palatkar upar aata hai

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Time, Inspiration
——-

Upar waala bhi full maaze leta hai … joh chahiye aasaani se deta nahi … aur jisse door bhaago usse har modh pe aage khada kar deta hai

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Religion & God
——-

Rishtey tootne se khatam nahi ho jaate

by Prachi Desai
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Teen tarah ki jung world famous hai … pati aur patni ke beech … pani aur petrol ke beech … aur India aur Pakistan ki cricket match ke beech

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Husband & Wife
——-

Aapke yaar bahut honge … main unmein se nahi

by Lara Dutta
categorised in World & Universe
and also in Friendship
——-

Record 100 par banta hai … 99 par koi taali nahi bajata

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games
——-

Mauka intezar nahi karta … joh mauke par hota hai, mauka usich ko milta hai

by Kulbhushan Kharbanda
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Cricket ho ya pyar … agar timing sahi nahi hai toh kuch nahi hai

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Time, Sports & Games
——-

Jab chaati pe India likha ho … toh dil nahi bharta

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Itna gyaan mat baant ki khatam ho jaaye

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Fans halla bhi karte hai aur hawa tight bhi

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Galati toh hui thi mujhse … par galati manne ki ek aur galati karne ka mood nahi tha

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kabhi kabhi paisa joh hai woh insaan se zyada kaam aata hai

by Rajesh Sharma
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Kachhuae na kahaniyon mein jeette hai … asli zindagi mein nahi

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Victory & Success, Life
——-

Paisa jab bolta hai toh koi kuch nahi bol paata

by Rajesh Sharma
categorised in World & Universe
and also in Money

In case there are some dialogues missed from the movie Azhar (genre: Biography) from 2016, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *