Famous Dialogues from Movie – Aya Sawan Jhoom Ke (1969)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aya Sawan Jhoom Ke released in year 1969

Naari aur sangeet ka bahut kareeb rishta hai … dono mein narmi hai, loch hai, lachak hai, dard hai, soz hai, tadap hai, khichav hai, kashish hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Women, Music
——-

Sharif aadmi England toh kya kisi bhi land mein chala jaye … apni motherland ko kabhi nahi bhoolta

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, City & Places
——-

Ek sharif aurat zindagi mein ek hi baar pyar karti hai … yeh kali ek hi baar khilti hai … ek baar nigahen milti hai … ek baar mohabbat hoti hai

categorised in World & Universe
and also in Women, Romance, Flowers & Trees
——-

Aaj bajegi shehnai, ghar mein aayegi lugai … main tere baap ka banoonga jamai

by Rajendra Nath
categorised in World & Universe
and also in Music, Marriage & Wedding, Comedy
——-

Yeh komal kali, naazon ki pali, misri ki gali … hamare hi kul mein lagegi bhali

by Rajendra Nath
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Family, Food & Drinks

In case there are some dialogues missed from the movie Aya Sawan Jhoom Ke (genre: ) from 1969, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *