Famous Dialogues from Movie – Awarapan (2007)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Awarapan released in year 2007

Ek awaaz hai joh mere kano mein goonjti rehti hai … ek chehra hai joh meri aankhon ke samne baar baar aa jata hai … mere dil ka sukoon thi woh

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Maine maut ko bahut kareeb se dekha hai … kisi aur ki zindagi ke liye marna hi meri manzil hai

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Death, Life, Drama
——-

Jinke apne sapne poore nahi hote na … woh doosron ke sapne poore kartein hai

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Inspiration
——-

Mujhe jannat mein jagah nahi chahiye … mein bas is ladki ko is jahannum se bachane aaya hoon

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aurat ka dil aur samundar ki gherai … maapna aasaan nahi hota hai

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Kisi insaan ka kadh janna ho, toh pata lagao ke uske dushman kaun hai … jitna bada dushman, utna bada woh

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Insaan apne liye gaye faislo se hi bada hota hai

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Jab achchai ke paude pe phal lagne lage na … toh uske upar burai ki khaad nahi sejhni chahiye

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Awarapan (genre: Action, Drama) from 2007, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *