Famous Dialogues from Movie – Awaargi (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Awaargi released in year 1990

Sharaab bhi aaisi cheez hai … koi gham mein peeta hai toh koi khushi mein … magar main sharaab is liye peeyonga … ki ab na gham raha na khushi

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Sadness, Happiness
——-

Mujhe zyada bolne ki aadat nahi hai … main joh bolta hoon woh sun aur joh nahi bolta hoon woh dhyaan se sun

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jab sangeet aur sangeetkar ek ho jaye … toh us samay bhagwan ke darshan hote hai

by Meenakshi Sheshadri
categorised in World & Universe
and also in Music, Religion & God
——-

Kuch log chale jaate hai magar marte nahi … aane waali zindagiyon mein khushboo bankar reh jaate hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Death

In case there are some dialogues missed from the movie Awaargi (genre: Drama) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *