Famous Dialogues from Movie – Army (1996)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Army released in year 1996

Lohe ke darwaze taqat se tootte na tootte … akal se khule zaroor ja sakte hai

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Bholenath ki teesri aankh hai hum … aur jab yeh aankh khulti hai toh zindagi maut mein badal jaati hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Life, Death
——-

Badle ke aag mein jalti hui naari aur chot khai hui nagin … dono ek samaan hoti hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Women, Revenge
——-

Duniya mein koi bhoot pret, koi jungli janwar is insaan naam ke janwar se zyada khatarnak nahi hota … nuksaan toh sirf jeete jaagte insaan hi pahunchate hai

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Horror, Animals & Birds, Drama
——-

Agar aap log mera saath chhodkar gaye … toh zindagi aap logon ka saath chhod degi

by Sridevi
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Life

In case there are some dialogues missed from the movie Army (genre: Drama) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *