Famous Dialogues from Movie – Arjun Pandit (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Arjun Pandit released in year 1999

Chehre par bholapan hai aur aankhon mein pagalpan … aise log bahut khatarnak hote hain … bahut khatarnak

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aise kaam ke liye himmat ki zaroorat nahi hoti … sirf iraada hona chahiye

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Courage, Inspiration, Drama
——-

Jaise purana cricketer commentator banta hai na … waise purani gadi museum mein jati hai

by Saurabh Shukla
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Transportation, Comedy
——-

Hathyar becha jata hai … koi apni taqat nahi bechta

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Humara bhala karke woh hum mein bata gaye hain … ki waqt aane par woh humara kitna bura kar sakte hai

categorised in World & Universe
and also in Drama, Time
——-

Haldi bahut hi kaam ki cheez hoti hai beta … doodh mein milakar pee jao, toh shareer ka poora dard khatam ho jata hai … aur chune mein milakar zakhm pe lagao, ghav bhar jata hai

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks
——-

Mumbai mein inka koi mandir nahi hai, lekin puja sabhi karte hain inki

by Yashpal Sharma
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, City & Places
——-

Bina patte ke is shehar mein sirf keede makaude milte hain … aadmi nahin

by Ashish Vidyarthi
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Animals & Birds, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Arjun Pandit (genre: Action) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *