Famous Dialogues from Movie – Annarth (2002)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Annarth released in year 2002

Bewajah log kahan marte hai … yaar hi bewafai karte hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Shayari
——-

Aadmi agar thode time ke liye pareshaan hai na … toh matlab time kharab hai … aur aadmi agar hamesha pareshaan hai na … toh samajh lena ki aadmi kharaab hai

by Razak Khan
categorised in World & Universe
and also in Time, Comedy
——-

Yeh dhanda hai na bewafaa aurat ki tarah hai … bewafai par utar aaye toh kangaal kar deta hai … aur wafaadari par utar aaye toh malamaal

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Is jahaan mein aaye ho toh kuch aaisa karo kadardaan … ke jis gali se guzro toh awaaz aaye, abbajaan abbajaan

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Pyar maanga tha, judaai nahi … wafaa maangi tha, bewafai nahi

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Drama
——-

Bewafaa aadmi khuda se gabra jaata hai … aur sacha pyar hai na khuda se takra jaata hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Romance
——-

Usse giraftar mat karna, uspar muqadma mat chalana, usse phansi ki sazaa mat dena … kuch bhi ho jaye usse zinda mat chhodna

by Preeti Jhangiani
categorised in World & Universe
and also in Action, Drama
——-

Janta hai tu ki danger naam hai mera … aur main janta hoon ki kya kaam hai tera

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Shayari

In case there are some dialogues missed from the movie Annarth (genre: Action, Thriller) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *