Famous Dialogues from Movie – Andolan (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Andolan released in year 1995

Bahut kuch paane ke chakkar mein kabhi kabhi insaan sab kuch kho beheta hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yeh duniya bahut buri hai, bahut buri hai … joh bhi deti hai bura banane ke baad hi deti hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Jis tarah mazab-e-islam mein haraam hai suvar khana … jis tarah hindu dharam mein paap hai gaye khana … in sabse bada gunaah hai … mard hokar kisi aurat ke jism ki kamai khana

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Religion & God, Drama
——-

Jab bhook lagti hai na toh pet yeh nahin poochta … ki yeh roti imaandari ki hai ya baimaani ki

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Drama, Truth & Honesty, Lies & Cheating
——-

Tu police waala nahin bhadwaa hai … joh kanoon ko rundi banakar gundon ke haathon mein bechta hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Adult, Police, Law & Order
——-

Gunday ka sirf ek hi ussool hota hai … ki uska koi ussool nahi hota hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal
——-

Is desh ki mitti ke ghar kahi baar toote hain … magar is desh ki mitti ka mard kabhi nahin toota hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Men, House
——-

Main sher ke mooh me haath dalkar uske pet se antariyan nikal leta hoon

by Ishrat Ali
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Saanp ko aadha maarke chhod do toh woh aur khatarnak ho jaata hai

by Rami Reddy
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Budh, Ashok aur Gandhi ke is desh mein rehne waale hum log … ahinsa ke pujari zaroor hain … magar buzdil nahin

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Drama
——-

Sachchai ke liye kisi bhi cheez ko kurbaan kiya ja sakta hai … magar kisi bhi cheez ke liye sachchai ko kurbaan nahin kiya ja sakta

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Sach toh yahi hai Sir … ki aaj kal log sach darr darr kar hi bolte hain

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Ek baar teri file open ho gayi na … toh sab kuch close ho jayega

by Ishrat Ali
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Comedy
——-

Main yahan karobaar karne behta hoon … desh seva nahin

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Business

In case there are some dialogues missed from the movie Andolan (genre: Comedy) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *