Famous Dialogues from Movie – Andar Baahar (1984)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Andar Baahar released in year 1984

Kabab mein haddi toh suna tha … yeh saala poora bakra kahan ghus aaya

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Goli maar maarke ek ek aadmi ki laash ko sadak pe us tarah phekenge … jaise juari jua khelte table pe taash ke patte phekta hai

by Sudhir
categorised in World & Universe
and also in Action, Gambling
——-

Zameen aur aasman ke beech jitni bhi cheezein hai … mujhe dekh kar unki rooh fanaa ho jaati hai … aag ghabrakar baraf ho jaati hai … aur baraf ghabrakar pani

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Shera ki suvar ki khopdi mein lomdi ki tarah chalaak dimag hai … pahad khodkar chuha nikaal leta hai … kabar khodkar murda nikaal leta hai … aur aatma ka gala dabakar parmatma ka pata nikaal leta hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Pichle janam mein tum zaroor maachis ki dibiya rahe hoge … is liye is janam mein baatein kam aur mooh se chingaariya zyada nikalte ho

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Life, Comedy
——-

Jab khud ke latakne ki baari aati hai na … toh chehra khud-ba-khud latak jaata hai

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Apun bhi apni marzi ka maalik hai … apne mood ka badshah hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy
——-

Kyun meri Kashmir jaisi zindagi ko Kurukshetra banane pe tuli ho?

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in City & Places, War & Battle, Comedy
——-

Is aadmi ki parchai bhi kisi pe padh jaye na … toh wahi marr jaye … itna zehareela hai yeh

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Papaya jaisa chehra, chikoo jaisi aankhen, tarbuj jaisa badan … ladki hai yah fruit ki tokri?

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Joh bhi apni zubaan nahi kholta hai … main uske bheje ka dhakan khol deta hoon

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action
——-

Jis tarah cigarette peene ke baad tukde ko phek diya jaata hai … uss hi tarah kaam khatam ho jaane ke baad chamcho ko khatam kar deta hai Shera

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tum jaisi auraton ke pair ke neeche swarg hota hai … aur aaj kal ki auraton ke pair ke neeche sandal … joh sadak pe kam aur mardon ke sarr pe zyada chalti hai

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Women, Clothes & Shoes, Comedy
——-

Jab aulaad jawaan ho jaati hai na … tab naukrani ki nahi … bahurani ki zaroorat hoti hai

by Sulochana Latkar
categorised in World & Universe
and also in Family, House, Comedy
——-

Mera kaam tumhe sarkari mehmaan banana hai

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Government, Guest
——-

Waqt, mauka, nazaqat, halat … kuch toh dekh kar aaya karo?

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Time

In case there are some dialogues missed from the movie Andar Baahar (genre: Action, Thriller) from 1984, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *